Ek bade se riyasat me ek badshah hukumat karta tha. Wo betahasha daulat ka sartaj thaa aur behad raees khandan tha uska. Uss badshah ki teen begum thi. Jisme se ek begum se usko do bete the- Shehzaada Arslaan (age-26) aur Shehzaada Arhaan (age-24). Dusri begum se usko ek beti thi. Aur teesri begum ko wo picchle saal hi nikah kar ke laya tha toh abhi usse uski koi aulad nahi thi. Iske alawa badshah ke khandan me badshah ke waalid sahab aur waalida, badshah ka Chhota bhai aur chhote bhai ki begum thi, jinka ek beta tha, jo umar sabse Chhota tha- Shezaada Bashar (age-5).
Badshah ki haweli behad aalishan thi. Uss me 400 se bhi jaada gulam kaam karte the. Wo haweli apne aap me hi ek basi basayi basti lagti thi. Badshah ki haweli jitni alishaan thi utni hi khubsurat bhi thi. Khair waise toh waha ek se ek karishmai khubsurti bhari padi thi par jo sabse haseen beshkeemti nageene jaisi khubsurti thi wo thi Shehzadi Noor.
Noorrr.. aahhh... Uss haseena ki khubsurti ka kya hi kehna..5 foot 5 inch ka kad.. baali 18 saal ki kamsin umar, bilkul dudh si gori.. makhan si mulayam twacha.. resham ke jaisa jism tha uska behad nazuk aur komal sa.. hirni jaisi khubsurat aankhein.. jinki chamak ke aage heere ki chamak bhi feeki pad jaaye.. aisaa lagta tha jaise saare jahaan ki masumiyat bhari hai unn ankho me.. aisi madhosh karne wali thi uss pari ki bhuri aankhein... Behad masum sa chehra uss par uske mote-mote bhare hue gaal.. Jaise kisi navjaat bacche ke gaal ho..hirni jaisi khubsurat aankhon par thehri badi-badi uski behad ghani kaali palkein.. ufff..!!! rasdar gulabi bhare hue honth aisa lagta tha jaise ki gulaab ki pankhudi ho.. itne khubsurat honthh toh kisi hoor ke bhi na ho.. waqai..!!! khuda ne behad hi fursat me tarash ke banaya tha khwabo ki uss behad haseen mallika ko.. 18 saal ki umar me hi uska badan har jagah se bhar ke aisa khil chuka tha jaise koi jannat ki hoor.. balki uske jism ki banawat agar koi dekh le toh jannat ki hoor ko bhi badsurat maan le.. bilkul ret-ghadi ke aakar ka.. aisaa lagta tha jaise husn ke har ek nakshh ko bade pyaar se gaadha gaya hai uske jism ki banawat me.. betahasha nazakat se bhari hui uski adaayein uski khubsurti me char chand laga deti thi.. uska jism thoda bhara hua hone ke bawjud uski kamsin kamar bilkul patli..kisi matke ke gale si lagti thi.. uski chaand si bedaag khubsurti ke ek deedar ke liye aisa lagta tha jaise maano farishte janaat chhorne ko taiyaar hoo jaayenge.. uss par uske behad lambe, kaale aur mote baal.. jo uske kamar se bhi neeche tak aate the.. resham se bhi mulayam.. aur ghane itne ki mutthii me bhi na samaaye.. uske masum haseen chehre par chhoti chhoti julfe lehrati rehti thi.. jisse wo had se jaadaa pyaari aur masum lagti thii..
Jitni khubsurti uske jism me bhari thii utni hi mithhas uski awaz me bhari thi..aisi surili awaz ki koyal ko bhi maat de de.. jab wo bolna shuru karti thi toh aisa lagta tha ki sunne wala apni sud budh khoo baitha hai aur uski awaaz ki gehrai me dub sa gaya hai.. kare bhi kya .. wo pariyo ki shehzadi thi hi itni dilkash..
Apne pariwar me har kisi ki laadli thi wo pari.. behad hi naazo se pali-barhi.. uska khandan usko ek mamuli kharoch se bhi bachakar rakhta thaa.. apne dada-dadi ki raj dulari.. khandan ka har insaan usko behad pyaar karta tha kyuki wo thi hi itni masum aur chanchal.. uske pariwar walo ne usko saari buri nazar se bacha ke rakha thaa kyuki aisi lajawab betahasha husn ki pari ko dabochne ke liye kayi bhukhe bhediye ghat lagaaye baithe the aur fir noor toh itni haseen thi ki insaan toh insaan .. uske liye farishto me bhi jang ho jaaye... Issliye uski hifazat ke liye sakhtt pehraa laga ke rakhaa jaata tha uske hojre(room) ke baahar.. aur jab bhi wo kahi baahar jaati toh kadak pehre me hi jaati..
Shehzaadi noor haweli ke baahar behad kam nikalti thi waise toh... jaadatar wo haweli ki andar hi rehti thi.. kyuki wo apni haweli ki duniya me hi khush thi.. akhir usko itna pyaar karne waale ammi abbu.. uske bhai.. uske chachajaan aur chachi .. dada-dadi.. jo mile the... Noor ka dil behad paak-saar aur masum thaa... Usne Aaj Tak kabhi koi jhoot nahi bola thaa.. aur kabhi koi aisi shararat ya baat nahi kari thi... jisse uske khandan ke kisi bhi insaan ko takleef pahoche ya unhe bura lage.. issliye toh wo sabke kaleje ka tukda thi.. itni masum.. pyari .. behad saaf dil ki.. uss haweli me reh rahe raees shahi khandan ki beshkeemti amaanat thi wo bala ki khubsurat Shehzadi..
Parrr shahi khandan iss baat se anjaan thaa kii itni kadi hifazat aur pehraa rakhne ke bawjood uss masum si hoor ki pari ko ek haiwan ki nazar lag chuki hai aur wo haiwan koi aur nahii balkii ussi haweli ke shahi bageeche ka maali Kaasim tha...
*__*__*__*__*__*__*
Write a comment ...