Kaasim... Uski umar 47 saal thi.. aur kad 6 foot 3 inch ka tha... Iss umar me bhi kaasim behad majboot jism ka maalik thaa.. jo bharpur taakat aur josh se bhara hua tha.. behad furti thi usme. Dikhne me wo behad bhaddaa aur kaala thaa.. uskaa jism ek dam kathhor aur maansal(muscular).. bilkul kisi daraawne mushtande ki tarah lagta tha wo.. uske baal jhad chuke the.. aur thode bahot baal jo uske ganje sar par the wo halke halke safed the.. uske muhh par ghani daadhi bhi kuchh-kuchh safed thi.. uske chehre par ghaav kaa ek bada sa kaala nishaan tha jo uske naak se hote hue daayein gaal tak tedhi dhaar me bana hua tha.. jisse uska kala bhadda chehra aur jaada daraawna lagta thaa.. aur uss parr uska bada saa haiwan jaisa hatta katta shareer.. ek saath wo 10 laundo ko uthha ke patak sakta tha... uskoo dekhkar har koi ghabra jaata tha.. Jitna haiwaan kaasim dikhne me lagtaa thaa usse kayii jaada haiwaniyat se bhari uski soch thii...
Jitna kala aur bhadda uska rang thaa.. usse kaheein jaada bhadda aurr kaala uska dil tha.. usko iss shandar khubsurat haweli me koi nahi pasand karta thaa..
Iss haweli me aane se pehle kaasim ek awara mushtanda tha jo bas gundagardi, maar peet, aur logo ka katl kiya karta tha.. bahot ghinona insaan tha wo.. usne itne jurm kiye the ki unka hisab lagaana mushkil tha.. lekin kabhi koi usko giraft me nahi le paaya.. Uski yahi zindagi thi lekin fir ek din ek waakyaa aisa hua jisne uss sadak-chhaap gunde ki zindagi ko badal ke rakh diya.. aur wo insaan jiski shakhshiyat junglee gatar ke ek suar jaisi thi aaj wohi insaan ek raeez badshah ki shandaar khubsurat haweli me ghulami kar raha thaa jiske liye na jaane roz kitne hi aam insaan jatan karte the..
Darasal iss haweli me usko aur koi nahi balki baadshah khud lekar aaya thaa.. aisaa kehte hai ki ek baar baadshah jab shikar ke liye gaya tha toh uss par kuchh musibat aan padi thi aur tab kaasim ne apni jaan par khelkar baadshah ki jaan bachaai thi..
Haweli me aane ke baad uski zindagi tohh badal gayi.. par seerat uski wohi haiwaano waali hi thi wo nahi badli.. haweli me har koi usko kaasim chacha bulata tha.. baherhaal badshah ko uske kiradar ka zara bhi ilm nahi tha kyuki haweli me wo bahot shareef bana firta thaa aur badshah ka chaheeta ban gaya tha.. shaahi bageeche ki baagdor badshah ne usko saup di thi... kuchh ghulamo ke saath milkar jo usse auohdey (post) me chhote the, wo bageeche ka acche se khayal rakhta thaa.. zameen ki khudaai karna, naye paudhe lagaana, beej daalna ye sabhi kaam wo behad acche se karte thaa.. uske fauladi jism me acchi khasi furti hone ke kaaran wo apne sabhi kaam jaldi nipta leta tha.. baaki ke ghulam uski taakat dekhkar bhauchakke reh jaate the.. sabhi ghulam usse bahot darte the .. issliye wo kasim ki saari baat bina kisi aanaa-kaani ke hi maan lete the... Aur usse bachkar hi rehte the...
Haweli ke andar toh kasim apni haiwaaniyat chhupa kar rakhta tha par haweli ke baahar jaate hi wo fir se wahi berehem haiwaaniyat se bhara gunda ban jaata tha.. sharaab peena, juaa khelnaa, aur kothe par jaana, saari buri aadto ka sartaj tha wo.. uske andar hawas kut-kut kar bhari thii.. har raat wo mehnge se mehenge, vilaayati kothoo par jaata thaa aur haweli se paane waali apni saari kaamayi ko apni inhi aiyyaashio par uda deta thaa.. puri saltnat me aisa koi kotha nahi bacha thaa jisme wo na gaya hoo.. ab sabhi kothe ke maalik aur maalkin uskoo jaan'ne lage the... Kothe ki ladkiya aur aouratein uss haiwan jaisi surat wale kaasim ko dekhte hi kaanp uthhti hai.. kyuki sabhi kothe me wo jaana maana chehra ban chuka tha aur uske darindgi ke kisse sabhi kothe me mash' hoor the.. kaise wo apni hawas me bilkul jaanwar ban jaata tha.. aur kothe ki jis bhi aurat ko chunta tha.. uske jism ko raond daalta.. masal-masal ke uski jawani tab tak lut'ta tha jab tak uss haiwan ka man na bhar jaaye.. jis wajah se kuch aouratein toh usko pasand karti thi.. lekin kayi kuwarii ladkiya khauf khaa jaati thi.. kabhi kabhi toh hawas me wo itna pagal ho jaata tha ki jin bhi aourtoo ke saath wo raat bitaata wo subah tak behoshi ke kagaar par pahuch jaati aur ek - ek hafte tak theek se chal nahi pati... Uss wehshi me itni tharak bhari thi ki andaaza lagaana bhi mushkil thaa... Uski haiwaaniyat ki koi seema nahi thi..
*__*__*__*__*__*__*
Write a comment ...